Mohabbat Ki Nazrein Karam Lyrics – Yaraana

Mohabbat Ki Nazrein Karam Lyrics – Yaraana

Mohabbat ki nazrein karam chahta hoon Jagah tere dil mein sanam chahta hoon Honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahta hoon Mohabbat ki nazrein karam chahti hoon Jagah tere dil mein sanam chahti hoon Honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahti hoon Saanson mein teri chahat ki khusboo Aankhon mein jaanam tera hai chehra Hothon pe tera naam saja hai Dil pe hai teri yaadon ka pehra Kar le tu shamil mujhe zindagi mein Mita doonga khud ko teri aashiqi mein Main apna mukaddar samjhti hoon tujhko Yeh deewangi to na hogi kisi mein Yeh deewangi to na hogi kisi mein Tu khud faisla kar meri zindgani Main zyada tujhe ya kam chahta hoon Haan honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahta hoon Mohabbat ki nazrein karam chahti hoon Jagah tere dil mein sanam chahti hoon Honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahti hoon Toone to mujhpe jaadu kiya hai Jisne bhi dekha pagal kaha hai Doobi hoon itna khayalon mein tere Jahan ki khabar hai na khud ka pata hai Teri muskurahat meri zindagi hai Sanam teri chahat meri bandagi hai Kya mangu khuda se tujhe paake aakhir Tu hi mera dil hai tu hi dillagi hai Tu hi mera dil hai tu hi dillagi hai Koyi kya kisi ko chahega itna Jitna tujhe main sanam chahti hoon Honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahti hoon Mohabbat ki nazrein karam chahta hoon Jagah tere dil mein sanam chahta hoon Honge deewane tere hazaron Kahan main kisi se kam chahta hoon. Mohabbat Ki Nazrein Karam Lyrics – Yaraana : Mohabbat Ki Nazrein Karam lyrics from Yaraana is Hindi song sung by Kavita Krishnamurthy, Vinod Rathod. Mohabbat Ki Nazrein Karam song lyrics.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*